"Kasoor ho to hamaare hisaab mein likh jaaye
mohabbaton mein jo ehsaan ho tumhaara ho."
~ Parveen Shakir
"क़ुसूर हो तो हमारे हिसाब में लिख जाए
मोहब्बतों में जो एहसान हो तुम्हारा हो।"
~ परवीन शाकिर
#ParvinShakir #Shayari #Love #Romance #poetrycommunity
Hashtag
#ParvinShakir
Advertisement · 728 × 90
0
0
0
0
" #Husn ke samajhne ko umar chahiye jaanaan
do ghadi ki #chaahat mein ladkiyaan nahin khultin."
~ Parveen Shakir
"हुस्न के समझने को उम्र चाहिए, जानां,
दो घड़ी की चाहत में लड़कियाँ नहीं खुलतीं।"
~ परवीन शाकिर
#ParvinShakir #Shayari #Shair #poetry #Beauty #Elegance
0
0
0
0
"#Shaam bhi ho gai dhundla gai #aankhen bhi meri
bhoolne waale main kab tak tera rasta dekhoon."
~ Parveen Shakir
"शाम भी हो गई, धुंधला गई आँखें भी मेरी
भूलने वाले, मैं कब तक तेरा रास्ता देखूँ।"
~ परवीन शाकिर
#ParvinShakir #Shayari #couplelove #sunsets #sunset #LoveInTheBigCity
2
0
0
0